LYRICS:
Banayenge Mandhir -2 kasam tumari ram, pran se pyara hai -2
Avadhpuri Ka Dham- Banayenge Mandhir -2 -Jai Ho-
Sapna ye poora karke rahenge humne hai man me thana
Har Hadh ko hum paar karenge dekhega ye zamana
Hum tere hai deewane aaye jalwa dikhane mitne na denge tera naam
Banayenge Mandhir -2 kasam tumari ram, pran se pyara hai -2
Avadhpuri Ka Dham- Banayenge Mandhir -2 -Jai Ho-
Nas nas me jo khoon bahe hai khoon tumare naam ka
Hindu dharam ka bachha bachha prabhu tumare kaam ka
Ab hume nahi hosh, 12 (Baarah) din me hai josh chahe kuch b ho anjaam
Banayenge Mandhir -2 kasam tumari ram, pran se pyara hai -2
Avadhpuri Ka Dham- Banayenge Mandhir -2 -Jai Ho-
Jab tak mandhir bane na tere chain se na baitenge
Goli, Khanjar kuch b chale hum jeene par gelenge
Hum sachhe tere bhakth – bade iraadon ke sakth ye pooran kar kaam
Banayenge Mandhir -2 kasam tumari ram, pran se pyara hai -2
Avadhpuri Ka Dham- Banayenge Mandhir -2 -Jai Ho-
Maryada Purushthham Ram, Maryada ke honge kaam, Hum hai deewane ram ke
Ramji ki Dholi chali Bole bajarang bali Bhakth ayodhya Dham ke
Ramji ka Mandhir bane Khushiyon ke deep jale honge nahi na kaam, Banayenge Mandhir
Banayenge Mandhir -2 kasam tumari ram, pran se pyara hai -2
Avadhpuri Ka Dham- Banayenge Mandhir -2 -Jai Ho-
Badthe khadam ab rokenge nahi hum poora karenge kaam hum
Mandhir banaaye hum sabko dikhaye hum chahe nikal jaye dum
Ramji ke Madh wale chatenge andhere Kaale karenge nahi aaraam
Banayenge Mandhir -2 kasam tumari ram, pran se pyara hai -2
Avadhpuri Ka Dham- Banayenge Mandhir -2
1 comment:
jai Shree Ram JI.
Banayenge Mandir chahe kuch bhi ho jaye.
Jai shree Ram ji.
Post a Comment